News

Best Top 5 Youtube Videos Edit Software

Youtube videos ko Edit karne ke liye 5 best Video Editing Software in hindi

 Hello friends youtube videos ko edit kaise kare, youtube video ko edit karne ke liye  5 best video editing software  main aapko iss post me batunga. Friends aaj ka hmara topic computer se related hai yani computer me video editing ke bare me hai. bhut se log apne camera se video bana lo lete hai lekin usko aur khubshurat karne ke liye Hume editing software ki zarrut padhti hai  to me ab apko 5 best popular software ke bare me batung agar aap kahi par gaye or vo place aapko accha lagta hai to aap uski jarur banate honge opr aapne jo video shoot kiya usme apko kuch acha ni lagra matlb ki aap usko kuch classic banana chate hai  to bhi editing software ki jarrut padegi.

 

agar apko YouTube par video dalni hai to use edit karne ke liye aapko editing software ki jarurat padhti hai sabhi logo ka ye question rahta hai ki Maine google me bahut search kiya par mujhe koi acha software ni mila jisse main apne youtube video ko acchi tarah se edit kar saku jisse vo or acche dikhege to aapka bhi yahi sawal hai to aapka uska jawab iss post ko pura read karke mil jayega

 

Youtube videos ko edit karne ke liye 5 best video editing software in hindi

Agar aap apne youtube videos ke liye edit karna chahate hai to aapke liye ye hai 5 best video editor software jo aapke bhut kaam ayege.

 

1) camatasia

Camatasia ek bhut accha software hai isske jaisa software aapko internet par dusra nahi milega agar apko kisi bhi ya kaise bhi vedio ki editing karni hai to aap isse asani se kar sakte hai.  lagbhag sabhi youtubers apne videos ko edit karne ke liye camatasia ka use karte hai  but ye software paid hai  agar aap isko use karna chata hai to aapko ise buy karna hoga yani paise dene honge lekin maine apni new post me ek trick batunga jisse aap hmesa ke liye ise free me use kar sakte hai.

camatasia ki kashyat ye hai  isme esse bhut se feautare hai  Jo abi tak kisi ko nahi pata hai matlb ki apko camatasia ke features janne me bahut time lag jayga or issme aapko bhut se animation jaise animated image and text milte hai jo aapke liye bhut useful rahte hai and isse aap apne video me music bhi add kar sakte hai to aap ab samaj honge ki camatasia sabse popular video editing software hai.  issko aap apne computer ki sabhi windows jaise windows xp, 7, 8.1 or 10 ect me use kar sakte hai. camasia ko yaah se download kar sakte hai.


2) Lights work

Youtube video editing ke liye ye bhi bahut acha software hai.isska use kare aap movies karke bana sakte hai matlab ki isse aap kisi bhi lambi video ki editing kar skate hai ek or bhut hai intresting baat jise sunkar aap herain ho jayege vo ye hai ki jo hollywood movies baanai jati hai usme bhi lights work ka use kiya jata batman jaisi movie bhi  lighhts work se banai gayi thi essi se  aap light work ki popularity ka andaza laga sakte hai. isska use karke aap bollywood, hollywood , tollywood, telgu etc movies banane ke sath sath unhe edit bhi kar sakte hai. lightwork ko yaha se download kar sakte hai.

3) Movistorm

Moviestorm ka use  animation videos banane ke llye kiya jata hai. agar aapko animated chije pasand ya aap apne  youtube channal par esse video upload karna chahate hai jo animated ho to ye aapke liye best software hai. agar aap koi vedio shoot karke usse animation me  badalna chate h to aap movistorm software k use kare hai. iska use karke aap gif bhi bana sakte hai or  moviestron jaisa aapko isseke name se hi pata chal raha hai ki ye movie ke liye hai to isse aap cartoon, horror  jaise movies bhi bana sakte hai bhut se hollywoord movies me iss softare ka use animation or 3d effect ke liye kiya jata hai. movietorm ko dwonlaod karne ke liye yaha clcik kare.

4) Storyboard pro software

Storyboard pro se bhi aap animation wale videos bana sakte hai but isme bahut cheze alag matlab ki issme moviestorm se bhut se fetures alag hai and issme aapko bhut  se tool milte hai  jaise text,image or ye animated hote hai issme aap music ko bhi edit kar sakte hai  storyboard ek best annimation software hai jiske bhi esse bhut se features hai jo sabhi logo ko pata nahi hai. storyboard ko direct download yaha se kar sakte hai.

3d animation or effect ke liye bhut se log yourube par storyboard pro ka use karte hai. storyboard ek free software hai jisse aap google se asanie se download kar sakte hai and google par ye aapko asani se mil jayega  ye software free h aap isse google se download kar sakte h google me apko ye software bahut asani se mil jayga

5) DVD videosoft free software

Ye bhi ek badia software hai isse aap kisi bhi formate ki jaise .mov, .mp4, .3gp, .mtv etc type yani  sabhi type ki videos ko edit kar sakte hai. issme aapko animation ke liye bhi feature milte hai ye bhi aapke liye  sabse accha software issliye hai. kyoki issme aap apne video and audio dono ko edit kar sakte hai windows pc liye bhi liye ye bhi best video editing software mese ek hai jise aap google se free me download kar sakte hai.  isse aaap yaha se download kar sakte hai.


 Related Software

No comments

Widget